muddato'n baad us hamnshi se main mila logo
wo mara HAMSAFR tha phir b mujhsa alag tha logo Khusbuo'o ki manind wh mahkta tha kabhi
ab to wo be rang ho chuka tha logo jasa kisi baat ka malal usay jhanjhor rha tha
wo toot k bikhar chuka tha logo koi bhi us ka masiha na ban saka
wo khud hi apna maseeha tha logo zakhm Asa k mot ki waadi jesay
ashya'n us ka lut chuka tha logo haye!! yah be dard jaha'n us ko mil gaya kesay
"yousha"
wo khuda ka koi noor tha logo hua jo ham kalam mujhsay to kehnay laga
"mot kyo lakar nahi jati mujhay" aye logo badnaam hua har baar wo wafa kar k
wafa to khud thi us k liye be wafa logo apnay Dil ki bat wh kisi ko bhi bya n kar ska
Khud m hi Tut k Bikhar gya tha logo siskio'n bhari us ki wo awaz ab bhi
meray kano'n me hai pewasata logo roodad apni wo sunatay chup saadh gaya
dakha jo ansoo meri ankho m logo kya batao'n dil k hal apna aay logo
wo jo mujh se guzar k gaya logo....
No comments:
Post a Comment