Mere jane k bad meri kahani
likhna..
Gamo me dubi meri zindagani
likhna....
Likhna ki mere hoth hansi ko
tarse.... Kaise behta h aakho se pani likhna..
Jb b pyar se mujhe koi dekhta tha...
To meri aankho se jhalakti mehrbani
likhna...
Likhna ki mujhe b ksi se mohabbat
hui thi... Aur phir us mohabbat se mili wo
nakami
likhna...
Likhna ki mujhe kbi bhi koi samaj
nahi paya...
Is bat par tumko jo hui thi wohairani likhna...
Mere ek ek pal se to tum wakif ho..
Isliye tum meri kahani likhna...
Mere jane ke bad meri kahani
likhna... ♥
No comments:
Post a Comment